SONG: Ye Kaun Chitrakar Hai - ये कौन चित्रकार है

Ye Kaun Chitrakar Hai - ये कौन चित्रकार है

LYRICS:
hari hari vasundhara pe nila nila ye gagan nila nila ye gagan hari hari vasundhara pe nila nila ye gagan ke jispe baadlo ki paalki uda raha pawan dishaye dekho rangbhari dishaye dekho rangbhari chamak rahi umang bhari ye kis ne phul phul pe ye kis ne phul phul pe kiya singar hai ye kaun chitrakar hai ye kaun chitrakar ye kaun chitrakar hai ye kaun chitrakar hai ye kaun chitrakar tapasiyo si hai atal ye parvato ki chotiya ye sarp si ghumeradar, gheradar ghatiya dhwaja se ye khade huye dhwaja se ye khade huye hai vrikash devdaar ke
galiche ye gulab ke, bagiche ye bahar ke ye kis kavi ki kalpana ye kis kavi ki kalpana ka chamatkar hai ye kaun chitrakar hai ye kaun chitrakar ye kaun chitrakar hai ye kaun chitrakar hai ye kaun chitrakar kudrat ki is pavitarta ko tum nihar lo iske guno ko apne man me tum utar lo chamka lo aaj lalima chamka lo aaj lalima apne lalat ki kan kan se jhankati tumhe chabi virat ki apni to aankh ye hai, us ki hajar hai ye kaun chitrakar hai ye kaun chitrakar ye kaun chitrakar hai ye kaun chitrakar hai ye kaun chitrakar ye kaun chitrakar hai ye kaun chitrakar