SONG: Ye Kaun Aaya - ये कौन आया

Ye Kaun Aaya - ये कौन आया

LYRICS:
oh ho ho ho ho ho ho ho ta ra ra ram ta ra ra ra ram ha ha ha ha ta ra ra ram ta ra ra ra ram yeh kaun aaya yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi yeh kaun aaya achanak yeh mere hatho me kiska hath aaya hai na mai janu, na dil jane, woh apna ya paraya hai yeh kaun aaya ke mai apni hi dhadkan sunke sharmayi yeh kaun aaya dulhan ban ke jawani ki umange gungunati hai bata hai kaun aankho me ke aankhe muskurati hai bikhar ke kiski baaho se yeh meri julf laharayi yeh kaun aaya yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi yeh kaun aaya