SONG: Ye Kaisi Huyi Tumse Mulakat Hamari - ये कैसी हुई तुमसे मुलाकात हमारी

Ye Kaisi Huyi Tumse Mulakat Hamari - ये कैसी हुई तुमसे मुलाकात हमारी

LYRICS:
ye kaisi hui tumse mulakat hamari mulakat hamari ye kaisi hui kate se nahi katati hai hay hay hay kate se nahi katati hai jo raat hamari ye kaisi hui milte hi nazar tum ne mere dil ko churaya milte hi nazar milte hi nazar tum ne mere dil ko churaya sine mein mere dard ki duniya ko basaya sine mein mere dard ki duniya ko basaya punji to mohabbat mein hui punji to mohabbat mein hui maat hamari hai maat humari ye kaisi hui ye kaisi hui mulakat humari mulakat humari ye kaisi hui nazaro se nahi hatati hai wo chandni raate nazaro se nahi nazaro se nahi hatati hai wo chandni raate aankho mein hui thi jaha kuch pyar ki baate aankho mein hui thi jaha kuch pyar ki baate tum aake bana do jara tum aake bana do jara ab raat hamari ab raat hamari ye kaisi hui ye kaisi huyi tumse mulakat hamari mulakat hamari ye kaisi hui soi hui takdir meri aake jaga do soi hui takdir meri aake jaga do murjhye huye dil ki kali hans ke khila do murjhye huye dil ki kali hans ke khila do aankho mein simat aayi hai hay hay hay aankho mein simat aayi hai barsat hamari barsat hamari ye kaisi hui ye kaisi hui tumse mulakat hamari mulakat hamari ye kaisi hui