SONG: Ye Kaisa Suraj Hai - ये कैसा सूरज हैं

Ye Kaisa Suraj Hai - ये कैसा सूरज हैं

LYRICS:
ye kaisa suraj hain ye kaisa suraj hain chamak raha hain par mere path ka mitta nahi andhera kahan hain savera mose mamta puchhe re mose mamta puchhe re ankhiyo ka tara raaj dulara laal kahan hain tera kahan hain savera ye kaisa suraj hain ye kaisa suraj hain tujhe kit dhundhu kahan paau kab tak man ko samjhau tujhe kit dhundhu kahan paau kab tak man ko samjhau dar laage mujhe bin dekhe tujhe duniya se chali na jaau dar laage mujhe bin dekhe tujhe duniya se chali na jaau kitne din beete re kitne din beete re barso se hain is jivan me raat hi raat ka dera kahan hain savera ye kaisa suraj hain ye kaisa suraj hain main to naam ki maa kahlayi kisi kaam tere na aayi main to naam ki maa kahlayi kisi kaam tere na aayi jis dudh pe tha adhikar tera wo bhi to pila na payi kuch sukha aanchal me kuch sukha aanchal me kuch ashuvan ki dhar me bah gaya dudh o bete mera kahan hain savera mose mamta puchhe re mose mamta puchhe re ankhiyo ka tara raaj dulara laal kahan hain tera kahan hain savera ye kaisa suraj hain ye kaisa suraj hain ye kaisa suraj hain