SONG: Ye Kaisa Sama Hai - ये कैसा समां है

Ye Kaisa Sama Hai - ये कैसा समां है

LYRICS:
ye kaisa sama hai, ye kaisi fiza hai ki dil mera udaa jaaye re ye raahe naweli, chali hu main akeli kaha ji koi batlaaye koi samjhaaye re ye kaisa sama hai, ye kaisi fiza hai ki dil mera udaa jaaye re ye raahe naweli, chali hu main akeli kaha ji koi batlaaye koi samjhaaye re baj rahe hai saaz kuchh ansune anjaane kah rahi hain dil ki dhadkan kuchh naya afsaane baj rahe hai saaz kuchh ansune anjaane kah rahi hain dil ki dhadkan kuchh naya afsaane aa gayi aaj main ye kahaa se kahaa ye kaisa sama hai, ye kaisi fiza hai ki dil mera udaa jaaye re ye raahe naweli, chali hu main akeli kaha ji koi batlaaye koi samjhaaye re phul bankar meri aasha khil rahi hai dil me dar hai mujhako kho na jaau aaj is manjil me phul bankar meri aasha khil rahi hai dil me dar hai mujhako kho na jaau aaj is manjil me aa gayi aaj main ye kahaa se kahaa ye kaisa sama hai, ye kaisi fiza hai ki dil mera udaa jaaye re ye raahe naweli, chali hu main akeli kaha ji koi batlaaye koi samjhaaye re ye kaisa sama hai, ye kaisi fiza hai hu hu hu la la la la