SONG: Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf - ये कैसा इन्साफ राम, ये कैसा इन्साफ

Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf - ये कैसा इन्साफ राम, ये कैसा इन्साफ

LYRICS:
ram ram ho ram siya ka antar kare vilap mukh se na bole, par man puche ye kaisa insaf ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi sita ko kiya na maf kiya na maf ram ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf uske kaj se tum to na the anjane man me na tha pap oro ki bas mane pati sewa me leen rahi na din dekha na rat pati sewa me leen rahi na din dekha na rat usse kiske bharose chal diye chhod ke hath bolo ye kaisa insaf ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi sita ko na maf kiya na maf ram ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf ram bina aram na aye man ko man roye man hi samjhaye man ko wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir dukh sah ke chup rah rah ke jiwan ban gaya phir bolo ye kaisa insaf ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi sita ko kiya na maf kiya na maf ram ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf