SONG: Ye Kaisa Anaya Data - ये कैसा अन्याय दाता

Ye Kaisa Anaya Data - ये कैसा अन्याय दाता

LYRICS:
ye kaisa anyay data ye kaisa anyay mere banta kaam bigad kar bigde kaam banaye mere banta kaam bigad kar bigde kaam banaye beda par lagaye data beda par lagaye data ye kaisa anyay data ye kaisa anyay dukh jhele jis sukh ke karan wo sukh bhi chin jave dukh jhele jis sukh ke karan wo sukh bhi chin jave jaise apne diye ki jyoti duje ke ghar jaye data jaise apne diye ki jyoti duje ke ghar jaye data ye kaisa anyay data ye kaisa anyay mai bhi yuhi jama rahunga kaisa tufan aaye ghat ka pathar hil nahi sakta lakh thapede khaye mai bhi yuhi jama rahunga kaisa tufan aaye ghat ka pathar hil nahi sakta lakh thapede khaye kabhi to dukh ko sukh kar dega anyayi ka nyay kabhi to dukh ko sukh kar dega anyayi ka nyay andha to jab hi patiyaye jab do aankhe paye andha to jab hi patiyaye jab do aankhe paye data