SONG: Ye Kahe Chandni Raat - ये कहे चाँदनी रात

Ye Kahe Chandni Raat - ये कहे चाँदनी रात

LYRICS:
ye kahe chaandani raat suna do apne dil ki baat aayi rut mastaani aayi rut mastaani mohe kahte aaye laaj kisi ki do aankho ne aaj kah di pyaar ki kahaani kah di pyaar ki kahaani koyi naye taraane laaya koyi khwaab suhaane laaya koyi naye taraane laaya koyi khwaab suhaane laaya ab tak naa sune kaano ne aise afsaane laaya, aise afsaane laaya is dil me basaayi aag kiya ye suna ghar aabaad teri badi meharbaani, teri badi meharbaani ye kahe chaandani raat suna do apne dil ki baat aayi rut mastaani aayi rut mastaani dil sari baate jaane jaane fir bhi na maane dil sari baate jaane jaane fir bhi na maane main puchu naam piya ka ye sau sau kare bahaane, ye sau sau kare bahaane ab ulti sikhi reet main apni haar ko samjhi jeet dekho preet diwani, dekho preet diwani ye kahe chaandani raat suna do apne dil ki baat aayi rut mastaani aayi rut mastaani