SONG: Ye Kahdo Tumhe Humse Kya Chahiye - ये कहदो तुम्हें हमसे क्या चाहिए

Ye Kahdo Tumhe Humse Kya Chahiye - ये कहदो तुम्हें हमसे क्या चाहिए

LYRICS:
ye kahdo tumhe humse kya chahiye hame dard-e dil ki dawa chahaiye dawa chahiye ya saja chahiye hame aapka faisala chahaiye ye kahdo tumhe humse kya chahiye hame dard-e dil ki dawa chahaiye na gul muskarayi na mahaki hawa na gul muskarayi na mahaki hawa machalne lagi sok rangin fiza machalne lagi sok rangin fiza ye kahti hai kya mujhe samjhaiye kisi dil ki mehfil me aa jaiye ye kahdo tumhe humse kya chahiye hame dard-e dil ki dawa chahaiye nigahe mili hosh jane lage nigahe mili hosh jane lage kadam ab se dagmagane lage kadam ab se dagmagane lage bahakana bura hai sambhal jaiye na bhar bhar ke aankho se chalkaiye ye kahdo tumhe humse kya chahiye hame darde dil ki dawa chahaiye sararat bhari har najar ka bayan sararat bhari har najar ka bayan samjhte hai hum dhadkano ki juban samjhte hai hum dhadkano ki juban dadkate huye dil ko behlaiye jara sokh najaro ko samjaiye ye kahdo tumhe humse kya chahiye hame darde dil ki dawa chahaiye dawa chahiye ya saja chahiye hame aapka faisala chahaiye