SONG: Ye Kaali Kaali Ratiya - ये काली काली रतियाँ

Ye Kaali Kaali Ratiya - ये काली काली रतियाँ

LYRICS:
ye kaali kaali ratiyaan vahamo se lambi gunaaho se kaali na sote kate na rote kate hai ye kaali kaali ratiyaan diya rang phulo ko kaliyo ko hansna aur in dono aankho ko nit ka barsana diya rang phulo ko kaliyo ko hansna aur in dono aankho ko nit ka barsana bhawaron ko ghate hume gam ki raate naseebe jaha me kuch aise bate hai na sote kate na rote kate hai ye kaali kaali ratiyaan gaye ho khyalo se jaago to jaanu dua ban ke lab pe na aao to jaanu gaye ho khyalo se jaago to jaanu dua ban ke lab pe na aao to jaanu arey bewafa puche in aansuo se abhi yaad karke tumhe hum hate hai na sote kate na rote kate hai ye kaali kaali ratiyaan ye kaali kaali ratiyaan rahamo se lambi gunaaho se kaali na sote kate na rote kate hai ye kaali kaali ratiyaan