SONG: Ye Kaafila Hai Pyar Ka - ये क़ाफ़िला हैं प्यार का चलता ही जाएगा

Ye Kaafila Hai Pyar Ka - ये क़ाफ़िला हैं प्यार का चलता ही जाएगा

LYRICS:
ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega ji bhar ke hans le gaa le ye din phir na aayega ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega ji bhar ke hans le gaa le ye din phir na aayega ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega is kafile ke sath hansi bhi hai ashk bhi is kafile ke sath hansi bhi hai ashk bhi gaayega koi aur koi aansu bhi bahayega is kafile ke sath hansi bhi hai ashk bhi gaayega koi aur koi aansu bhi bahayega ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega raahi gujar na jaye raahi gujar na jaye mohabbat ke din kahi aankhe taras rahi hai ab aankhe milayega aankhe taras rahi hai ab aankhe milayega raahi gujar na jaye mohabbat ke din kahi aankhe taras rahi hai ab aankhe milayega ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega is kafile me is kafile me wasal bhi hai aur judai bhi is kafile me wasal bhi hai aur judai bhi tu jo bhi mang lega tere pass aayega tu jo bhi mang lega tere pass aayega is kafile me wasal bhi hai aur judai bhi tu jo bhi mang lega tu jo bhi mang lega tere pass aayega ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega