SONG: Ye Julf Agar Khul Ke - ये ज़ुल्फ़ अगर खुल के

Ye Julf Agar Khul Ke - ये ज़ुल्फ़ अगर खुल के

LYRICS:
ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achchha ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achchha is raat ki takadir sawar jaaye to achchha jis tarah se thodi si tere saath kati hain jis tarah se thodi si tere saath kati hain baaki bhi usi tarah gujar jaaye to achchha baaki bhi usi tarah gujar jaaye to achchha duniya ke nigaaho me bhala kya hain, bura kya duniya ke nigaaho me bhala kya hain, bura kya ye bojh agar dil se utar jaaye to achchha ye bojh agar dil se utar jaaye to achchha waise to tumhi ne mujhe barbaad kiya hain waise to tumhi ne mujhe barbaad kiya hain iljaam kisi aur ke sar jaaye to achchha ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achchha bikhar jaaye to achchha, bikhar jaaye to achchha