Ye Jo Zindagi Hai (Part-2) - ये जो ज़िन्दगी है
LYRICS:
jo afsaane dil ne bune
unko koi dil hi sune
hum haule haule pyaar ki
dhundhli fizayo meinaaye
gehre gehre hai khwaab ki
neeli ghatayo ke saaye
hum tum dono khoye khoye
sapne dekhe jaage soye
gumsum hairaan
ye jo zindagi hai koi dastaan hai
kab hoga kya ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai koi carvaan hai
kaha jayegi ye khabar kahan hai
ye jo zindagi hai koi dastaan hai
kab hoga kya ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai koi carvaan hai
kaha jayegi ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai koi dastaan hai
kab hoga kya ye khabar kahan hai
ye jo zindagi hai koi carvaan hai
kaha jayegi ye khabar kaha hai
arre kaash meri in aankhon ki
ab roshni bujh jaaye
maine dekha tha jo khwaab vo
mujhko na kabhi yaad aaye
aise barse gam ke teekhey
toote dil ke sare sheeshey
dil hai veeraan
ye jo zindagi hai koi dastaan hai
kab hoga kya ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai koi carvaan hai
kaha jayegi ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai koi dastaan hai
kab hoga kya ye khabar kahan hai
ye jo zindagi hai koi carvaan hai
kaha jayegi ye khabar kahan hai