SONG: Ye Jawani Ye Hasin Raat Khuda Khair Kare - ये जवानी ये हसीं रात खुदा खैर करें

Ye Jawani Ye Hasin Raat Khuda Khair Kare - ये जवानी ये हसीं रात खुदा खैर करें

LYRICS:
ye jawani, ye hasi raat, khuda khair kare aapse meri mulakat, khuda khair kare ye jawani, ye hasi raat, khuda khair kare aapse meri mulakat, khuda khair kare ye jawani ha ha ha aaj har chiz pe chhai hui, madhoshi hai husn hai, ishq hai, virana hai, khamsohi hai aji khamoshi hai ye machalte hue jajbat, khuda khair kare aapse meri mulakat, khuda khair kare ye jawani gudgudati hai jawani, mere armano ko gudgudati hai jawani, mere armano ko kaun roke dil me, uthte hue tufano ko aji tufano ko dil pe rakhne lage hum hath khuda khair kare aapse meri mulakat, khuda khair kare ye jawani ha ha ha jane kya tumne udhar ki thi, najar se pucha jane kya humne idhar, apne jigar se pucha o jigar se pucha ye sawalo pe sawalat khuda khair kare aapse meri mulakat, khuda khair kare ye jawani, ye hasi raat, khuda khair kare aapse meri mulakat, khuda khair kare ye jawani