SONG: Ye Jag Matlab Ka Hai Dera - ये जग मतलब का है डेरा

Ye Jag Matlab Ka Hai Dera - ये जग मतलब का है डेरा

LYRICS:
ye jag matlab ka hai dera ye jag matlab ka hai dera kya kehta mera mera kya kehta mera mera ye jag matlab ka hai dera sangh sanghaati sukh ke saathi jhuthi mamta maaya sangh sanghaati sukh ke saathi jhuthi mamta maaya chaar dino ki hai ye duniya murakh kyu bharmaya chaar dino ki hai ye duniya murakh kyu bharmaya baandh kamariya baandh kamariya bhor bhayi ab dur tera hai basera panchhi dur tera hai basera ye jag matlab ka hai dera ye jag matlab ka hai dera pinjare me ek tota aaya pinjare me ek tota aaya usne dera waha jamaya usne dera waha jamaya pinjare me ek tota aaya pinjare me ek tota aaya tej hawa ka jhonka aaya jisne pinjra tod giraya tej hawa ka jhonka aaya jisne pinjra tod giraya ye jag matlab ka hai dera ye jag matlab ka hai dera