SONG: Ye Jaan Ye Imaan Bas Allah Ke Liye Hai - ये जान ये ईमान बस अल्लाह के लिए है

Ye Jaan Ye Imaan Bas Allah Ke Liye Hai - ये जान ये ईमान बस अल्लाह के लिए है

LYRICS:
ye jan ye iman bas allah ke liye hai ye jan ye iman bas allah ke liye hai allah ke liye hai mere maula ke liye hai ye jan ye iman bas allah ke liye hai malik tuhi palik tuhi mafuz khudaya malik tuhi palik tuhi mafuz khudaya mitti ko sirf deke hame tune banaya hame tune banaya uncha hai farishto se bhi insan ka paya uncha hai farishto se bhi insan ka paya insan ki hasti teri dunia ke liye hai allah ke liye hai mere maula ke liye hai ye jan ye iman bas allah ke liye hai ya rab hume talim ki taukif ada kar ya rab hume talim ki taukif ada kar rakhe tere parmane ko sine se laga kar sine se laga kar bando ko na tu damane rahmat se juda kar bando ko na tu damane rahmat se juda kar jo sath hai bas teri tamanna ke liye hai allah ke liye hai mere maula ke liye hai ye jan ye iman bas allah ke liye hai ye jan ye iman bas allah ke liye hai