SONG: Ye Husn Mera Ye Ishq Tera Rangin - ये हुस्न मेरा ये इश्क तेरा रंगीन

Ye Husn Mera Ye Ishq Tera Rangin - ये हुस्न मेरा ये इश्क तेरा रंगीन

LYRICS:
ye husn mera ye ishk tera rangin to hai badnam sahi rangin to hai badnam sahi rangin to hai badnam sahi ye husn mera ye ishk tera ye husn mera ye ishk tera rangin to hai badnam sahi mujh par to kayi ilzam lage tujh par koi ilzam sahi tujh par koi ilzam sahi tujh par koi ilzam sahi mujh par to kayi ilzam lage mujh par to kayi ilzam lage tujh par koi ilzam sahi tujh par koi ilzam sahi ye husn mera ye ishk tera rangin to hai badnam sahi rangin to hai badnam sahi is rat ki nikhri rangat ko kuch or nikhar jane de jara kuch or nikhar jane de jara najro ko bahak jane de jara julfo ko bikhar jane de jara julfo ko bikhar jane de jara julfo ko bikhar jane de jara julfo ko bikhar jane de jara kuch der ki hi taskin sahi kuch der ki hi taskin sahi kuch der ka hi aaram sahi kuch der ka hi aaram sahi kuch der ka hi aaram sahi ye husn mera ye ishk tera rangin to hai badnam sahi rangin to hai badnam sahi jajbat ke kaliya chunna hai or pyar ka tohfa dena hai logo ki nigahe kuch bhi kahe logo se hame kya lena hai jajbat ke kaliya chunna hai or pyar ka tohfa dena hai or pyar ka tohfa dena hai or pyar ka tohfa dena hai logo ki nigahe kuch bhi kahe logo se hame kya lena hai logo se hame kya lena hai logo se hame kya lena hai logo se hame kya lena hai ye khas taluk aapas ka ye khas taluk aapas ka dunia ki najar me aam sahi dunia ki najar me aam sahi ye husn mera ye ishk tera rangin to hai badnam sahi rangin to hai badnam sahi ruswai ke dar se ghabrakar hum darke wafa kab karte hai jis dil ko basa le pahlu me us dil ko juda kab karte hai ruswai ke dar se ghabrakar tum darke wafa kab karte ho tum darke wafa kab karte ho tum darke wafa kab karte ho jis dil ko basa le pahlu me us dil ko juda kab karte hai us dil ko juda kab karte hai us dil ko juda kab karte hai us dil ko juda kab karte hai jo hashar hua hai lakho ka jo hashar hua hai lakho ka apna bhi wahi anzam sahi apna bhi wahi anzam sahi apna bhi wahi anzam sahi ye husn mera ye ishk tera rangin to hai badnam sahi rangin to hai badnam sahi ye husn mera ye ishk tera rangin to hai badnam sahi rangin to hai badnam sahi