SONG: Ye Ho Kar Rahega Ye Hona Likha Hai - ये होकर रहेगा ये होना लिखा है

Ye Ho Kar Rahega Ye Hona Likha Hai - ये होकर रहेगा ये होना लिखा है

LYRICS:
ye hokar rahega ye hona likha hai haye mere mukaddar me rona likha hai ye hokar rahega ye hona likha hai haye mere mukaddar me rona likha hai na mangni mangetar na shadi na gana na wasle mohabbat na aankhe ladana na mangni mangetar na shadi na gana na wasle mohabbat na aankhe ladana na julfo me dil ko pirona likha hai haye mere mathe pe rona likha hai hasino akela hai mujho bachao are jalimo khauf malik ka khao hasino akela hai mujho bachao are jalimo khauf malik ka khao mera dil tumhara khilona likha hai haye mere hatho pe rona likha hai koi mera piche nahi nam lega koi abba kahke na aawaz dega koi mera piche nahi nam lega koi abba kahke na aawaz dega meri nasal to band hona likha hai haye mere mukaddar me rona likha hai ye hokar rahega ye hona likha hai haye mere mukaddar me rona likha hai