SONG: Ye Hichaki Sharaab Ki Nahi Hai Dosto - ये हिचकी शराब की नहीं है दोस्तों

Ye Hichaki Sharaab Ki Nahi Hai Dosto - ये हिचकी शराब की नहीं है दोस्तों

LYRICS:
ye hichaki sharaab ki nahi nahi hai dosto ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto kisi ne mujhe yaad kiya hai ya mera naam liya hai ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto o mere bichhade pyar ye bata kaha hai tu mere bichhade pyar ye bata kaha hai tu tadap rahi hai tujhse ye milne ki aarzoo khushiyaan mile tujhe tera aabad ho jaha duaae ban gayi hai aaj meri hichakiyaan kahi na kahi tune mera jikar kiya hai ya mera naam liya hai ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto ye dard ka rishta hai kabhi chhuta nahi ye dard ka rishta hai kabhi chhuta nahi ye waqt aur faasle se tutta nahi lahu ki is utaar ka chhaya surur hai wo dil ke pass hai chahe aankho se dur hai mujhko bewafaai ka ilzaam diya hai ya mera naam liya hai ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto rukta raha har mod pe tere hi vaaste rukta raha har mod pe tere hi vaaste shayad kabhi mil jaye kahi apne raaste mumkin hai phir se jindagi mein sath ho kahi in uljhe raasto pe mulakaat ho kahi aaj mera zakhame jigar chhed diya hai ya mera naam liya hai ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto kisi ne mujhe yaad kiya hai ya mera naam liya hai ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto ye hichaki sharaab ki nahi hai dosto