SONG: Ye Hawa Ye Fiza Ye Sama Khoje Aise Me Dil Ko Kaha - ये हवा ये फिज़ा ये शमा खोजे ऐसे में दिल को कहाँ

Ye Hawa Ye Fiza Ye Sama Khoje Aise Me Dil Ko Kaha - ये हवा ये फिज़ा ये शमा खोजे ऐसे में दिल को कहाँ

LYRICS:
ye hawa ye fiza ye shama ye hawa ye fiza ye shama khoje aise me dil ko kaha le chalo hamko chahe jaha ye hawa ye fiza ye shama khoje aisa me dil ko kaha le chalo hamko chahe jaha jagmagati dahakti hui chah me do musafir kuch aise mile rah me aankh mili takra gaye dil dhadkan ne kholi juba ye hawa ye fiza ye shama khoje aisa me dil ko kaha le chalo hamko chahe jaha pyar ki mauj par badlo ki kali dur lekar kahi dil ki nayya chali tufa ko bhuli lahro me jhuli khwabo ki ye kashtiya ye hawa ye fiza ye shama khoje aise me dil ko kaha le chalo hamko chahe jaha do dilo ne jo li sath angdayi dur bajne lagi jaise sahnayiya rashte me khokar dekha jo upar jhukne laga aasman ye hawa ye fiza ye shama khoje aise me dil ko kaha le chalo hamko chahe jaha