SONG: Ye Hawa Ye Fiza Ye Raat Hai Taro Bhari - ये हवा ये फिजा ये रात हैं तारों भरी

Ye Hawa Ye Fiza Ye Raat Hai Taro Bhari - ये हवा ये फिजा ये रात हैं तारों भरी

LYRICS:
ye hawa ye fiza ye raat hai taaro bhari aa bhi ja dilruba aarzu hai ye meri ye hawa ye fiza ye raat hai taaro bhari aa bhi ja dilruba aarzu hai ye meri ye dil mera abhi to hai jawa ye pyar ke zamane phir kaha ye dil mera abhi to hai jawa ye pyar ke zamane phir kaha aa do kadam mere sanam pass hai manzil teri aa bhi ja dilruba aarzu hai ye meri ae janeja mujhe na ab sata bahar kah rahi hai muskura sunle jara kahna mera hai iltiza ye meri aa bhi ja dilruba aarzu hai ye meri ye hawa ye fiza ye raat hai taaro bhari aa bhi ja dilruba aarzu hai ye meri