SONG: Ye Hasin Nazare Muntzil Hai Sare - ये हसीं नज़ारे मुन्तजिल है सारे

Ye Hasin Nazare Muntzil Hai Sare - ये हसीं नज़ारे मुन्तजिल है सारे

LYRICS:
ye hasi nazare muntzil hai sare aaja sanam dil pukare ye hasi nazare muntzil hai sare aaja sanam dil pukare aarzu jawa hai jane tu kaha hai jage hai arman hamare rang me dubi jaye fiza mahki mahki aaye hawa aaj nahi hai dil kabu me mausam ne diwana kiya badlo ke saye aasma pe chaye dil ko kare dil ishare ye hasin nazare muntzil hai sare aaja sanam dil pukare tu aa jaye kash yaha or nikhar jaye sama kabse tujhko dhund raha hai husn ka ye betab jaha kabse tujhko dhund raha hai husn ka ye betab jaha pyar ke ye wade wo jawa irade dete hai mujhko sahare ye hasin nazare muntzil hai sare aaja sanam dil pukare hulchal si jajbat me hai madhoshi har bat me hai jane wafa ek teri kami hai sari duniya sath mse hai jane wafa ek teri kami hai sari duniya sath me hai aa bhi ja o dilbar tujhse dur rah kar maine bahut din gujare ye hasin nazare muntzil hai sare aaja sanam dil pukare