SONG: Ye Hansi Ye Khushi Lakho Baras Yuhi Aaye - ये हसीं ये खुशी लाखो बरस युही आये

Ye Hansi Ye Khushi Lakho Baras Yuhi Aaye - ये हसीं ये खुशी लाखो बरस युही आये

LYRICS:
ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye naujawani teri geet gati rahe jindagi naaj se muskarati rahe naujawani teri geet gati rahe jindagi naaj se muskarati rahe dan badan roop se dhup chadati rahe har adda teri jadu jagati rahe ye tera barappan, sabke dilo me samaye ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye aarzu se chaman me bahar aa gayi har khushi kar ke solha singhar aa gayi aarzu se chaman me bahar aa gayi har khushi kar ke solha singhar aa gayi aaj sadiyo ke armaan pure huye vo ghadi jiska intjaar tha aa gayi pyaar ne jhum ke hiro ke moti lutaye ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye dhadkano ka sarana badalne ko hai aaj sara jamana badalane ko hai dhadkano ka sarana badalne ko hai aaj sara jamana badalane ko hai jindagi ne li hai nayi karvate aaj sara fasana badalne ko hai ye hawa ye fiza na jane kya rang laye ye hansi ye khushi lakho baras yuhi aaye