SONG: Ye Hai Tirtho Ki Kahani - ये है तीर्थों की कहानी

Ye Hai Tirtho Ki Kahani - ये है तीर्थों की कहानी

LYRICS:
ye hai tirtho ki kahani jug jug hai purani mahima jaye na bakhani sare devo ka yahi vishram hai jaha baithe gyani dhani jaha santo ki bani samjhe dunia tufani inka darshan hi mukti ka dham hai sare devo ka yahi vishram hai ye hai chitarkut teeno devo ka jaha avtar hua nal or dharam raj ka sab kesho se jaha udhhar hua ye mathura hai jaha karishan ne dusto ka sanhar kiya ras racha ke vrindawan me radha ka sringar kiya tirth raz ye paryag jaha bhakti ka rag kahe manav se jag teeno nadiyo ke sangam ka dham hai sare devo ka yahi vishram hai shiv tirshul pe varanashi ye basi hai iski chavi nyari kashi ke vasi avinashi vishwanath ki hai pyari charan sparsh kar chali janvi ganga ji ki balihari harish chandar ne yahi satya ke liye bech di niz nari vishnath mandir jhalke darshan ko aate sab chalke jyoti swaran kalas ki chalke ganga dhar girja pati ko parnam hai sare devo ka yahi vishram hai kurukshetar me hi muniyo ne pahla mantar sunaya tha yahi parth ko parbhu ne geeta karam yog batlaya tha hari dwar hai dwar hari ka hari ne ise bataya tha sankat mochan ghat virat ye mukti ke liye banaya tha har ke tedhi har ki chaw jaha pade hari ke paw or na koi aisa gaw marityu lok ka ye antim viram hai sare devo ka yahi vishram hai ye rishi kesh yaha par sare dwesh kalesh avshesh hue jab tap punay bhakti shakti se parshan shri kamlesh hue kalindi kalind nandani karishan piya kare kal kal hari pag poojan ko kal se yamuna chal di dhal dhal joshi math hai mahan rudar kiya yash dan bada dono ka ashtan inka lawanay lalit lalam hai sare devo ka yahi vishram hai