SONG: Ye Hai Reshami, Zulfon Kaa Andheraa Na Ghabaraaiye - ये है रेशमी, ज़ुल्फ़ों का अन्धेरा ना घबराइये

Ye Hai Reshami, Zulfon Kaa Andheraa Na Ghabaraaiye - ये है रेशमी, ज़ुल्फ़ों का अन्धेरा ना घबराइये

LYRICS:
ye hai reshami, zulfo ka andhera na ghabraiye ye hai reshami, zulfo ka andhera na ghabraiye jaha tak mahak hai mere gesuo ki, chale aaiye ye hai reshami, zulfo ka andhera na ghabraiye jaha tak mahak hai mere gesuo ki, chale aaiye suniye to zara, jo haqikat hai kahte hai ham khulte rukte, in rangi labo ki qasam jal uthenge diye juganuo ki tarah jal uthenge diye juganuo ki tarah ye tabassum to faramaaiye ye hai reshami, zulfo ka andhera na ghabraiye jaha tak mahak hai mere gesuo ki, chale aaiye pyaasi hai nazar ha, ye bhi kahne ki hai baat kya tum ho mehmaan, to na thaharegi ye raat kya raat jaaye rahe, aap dil me mere raat jaaye rahe, aap dil me mere aramaan ban ke rah jaaiye ye hai reshami, zulfo ka andhera na ghabraiye jaha tak mahak hai mere gesuo ki, chale aaiye