SONG: Ye Hai Jivan Ki Rail Ye Hai Tufan Mail - ये है जीवन की रेल ये है तूफ़ान मेल

Ye Hai Jivan Ki Rail Ye Hai Tufan Mail - ये है जीवन की रेल ये है तूफ़ान मेल

LYRICS:
ye hai jivan ki rail ye hai toofan mail ye hai jivan ki rail ye hai toofan mail chali aaho ka dua udhaye re na to signal jhuke na kahi pe ruke ye to sidhi jahanum ko jaye re jaye jaye jaye isme baithe huye hai mote mote mote mote hai dil ke hai ji khote mote mote dil ke khote grand hotal ke dauble rote bin pande ke laute isme baithe huye hai mote mote mote mote hai dil ke hai ji khote hoke neki se out are dhat teri ki ja rahe hai without are dhat teri ki hoke neki se out ja rahe hai without ho koi ho koi ho koi jaldi se cheking pe aaye re ye hai jivan ki rail ye hai toofan mail chali aaho ka dua udhaye re na to signal jhuke na kahi pe ruke ye to sidhi jahanum ko jaye re jaye jaye jaye chahe aahe bhare ya ghure inko hargis milegi na hure nakhare wali phulo ki dhali nakhare wali phulo ki dhali cheda jo inko to dengi gali are dengi tamache are gin gin jute phat phata phat chahe aahe bhare ya ghure inko hargis milegi na hure aji ye hai frod bilkul frod inse puchega god god aji ye hai frod inse puchega god ho itna ho itna ho itna papo ka bojha kyu laye re ye hai jivan ki rail ye hai toofan mail chali aaho ka dua udhaye na to signal jhuke na kahi pe ruke ye to sidhi jahanum ko jaye re jaye jaye jaye hai sama bhi hasi hamsafar bhi aur chanchal hai inki najar bhi hai sama bhi hasi hamsafar bhi aur chanchal hai inki najar bhi le ke arman hajar haye haye dil me jaga hai pyar pyar deyi pyar deyi dil me jaga ho aar aar aarzoo ne sapne jagaye re ye hai jivan ki rail ye hai toofan mail chali aaho ka dua udhaye na to signal jhuke na kahi pe ruke ye to sidhi jahanum ko jaye re