SONG: Ye Hai Duniya Ka Bazaar - ये हैं दुनिया का बाज़ार

Ye Hai Duniya Ka Bazaar - ये हैं दुनिया का बाज़ार

LYRICS:
ye hai duniya ka baazar, ye hai duniya ka baazar is baazar me dekha humne, is baazar me dekha humne hasne rone ka vyapar, hasne rone ka vyapar kahi mile aansu ki ladiya, kahi mile aansu ki ladiya kahi mile aasha ke haar, kahi mile aasha ke haar kahi dard kahi pyar, kahi jit kahi haar ye hai duniya ka baazar, ye hai duniya ka baazar aapse miliye aji aapse miliye aap kaun hai shehar ke bade rayis aapse miliye aap kaun hai shehar ke bade rayis kaam aapka jeb kaatna naam char sau bis four twenty kaam aapka jeb kaatna naam char sau bis inse bachke raho sarkar ke ye hai choro ke sarkar ye hai duniya ka baazar, ye hai duniya ka baazar aapse miliye aji aapse miliye aap kaun hai miss chamkili jaan aapse miliye aap kaun hai miss chamkili jaan daulat ki pehchan hai inko dil ki nahi pehchan daulat ki pehchan hai inko dil ki nahi pehchan sikho inse jhutha pyar ke ye hai choro ki dildar ye hai duniya ka baazar, ye hai duniya ka baazar