SONG: Ye Geet Kaun Mere Man Madhuban Me Gaa Raha - ये गीत कौन मेरे मन मधुबन में गा रहा

Ye Geet Kaun Mere Man Madhuban Me Gaa Raha - ये गीत कौन मेरे मन मधुबन में गा रहा

LYRICS:
ye geet kaun mere man madhuban me ga raha ye geet kaun mere man madhuban me ga raha mere soye prano ko mithe mithe sur se jaga raha ye geet kaun mere man madhuban me ga raha ye geet kaun mere soye prano ko mithe mithe sur se jaga raha ye geet kaun rat ki bela mai tha akela chupke se ye kaun aaya rat ki bela mai tha akela chupke se ye kaun aaya dur kabhi kya rah sakti hai kaya se apni chaya palko me jo basti hai koi use kyu bula raha ye geet kaun mere man madhuban me ga raha ye geet kaun bhiga hai mausam milte hai hum tum bhigi hawaye gati hai bhiga hai mausam milte hai hum tum bhigi hawaye gati hai pedo se lipti kamal lataye dekh hame sharam aati hai jane kaisi khusbu udi jo dil pe nasha sa cha raha ye geet kaun mere man madhuban me ga raha ye geet kaun deep me jyoti seep me moti tera mera mel deep me jyoti seep me moti tera mera mel sagar me sarita lahro me kavita pyar ka pawan khel yahi bharke apni baho me mujhe koi jhoola jhula raha ye geet kaun mere man madhuban me ga raha mere soye prano ko mithe mithe sur se jaga raha ye geet kaun ye geet kaun