SONG: Ye Dupatta Dupatta Dupatta Mera - ये दुपट्टा दुपट्टा दुपट्टा मेरा

Ye Dupatta Dupatta Dupatta Mera - ये दुपट्टा दुपट्टा दुपट्टा मेरा

LYRICS:
aur hogi koi mai nahi wo nahi ha nahi wo nahi meri marji bina koi kyu chhin le ye dupatta dupatta dupatta mera ye dupatta dupatta dupatta mera aur hogi koi mai nahi wo nahi ha nahi wo nahi meri marji bina koi kyu chhin le ye dupatta dupatta dupatta mera ye dupatta dupatta dupatta mera aur hogi koi ye kunwari umar ye kunwara badan hai achhuta abhi ye mera balapan mere gunguru ke ye bol sabke liye par kisi mol pe na bike mera man ye hai jewar mera, ye meri aabru meri sharmo haya banke lipta kare ye dupatta, ye dupatta dupatta dupatta mera ye dupatta dupatta mera, haye dupatta mera ye dupatta dupatta dupatta mera aur hogi koi is dupatte pe to hai sabhi ki najar isko pane ki to zid hai sabko magar kaun thame ise umar bhar ke liye umar is pyar ki sirf hai raat bhar ye amanat to hai mere dildar ki mera dil jeet le jo usi ko mile ye dupatta, ye dupatta dupatta dupatta mera dupatta mera, dupatta mera ye dupatta mera, dupatta mera ye dupatta dupatta dupatta mera aur hogi koi mai nahi wo nahi ha nahi wo nahi meri marji bina koi kyu chhin le ye dupatta dupatta dupatta mera ye dupatta dupatta dupatta mera dupatta mera dupatta mera dupatta mera