SONG: Ye Duniyaa Batati Nahin Tum Kahan - ये दुनिया बताती नहीं तुम कहाँ

Ye Duniyaa Batati Nahin Tum Kahan - ये दुनिया बताती नहीं तुम कहाँ

LYRICS:
ye duniya batati nahi tum kahan ho wahi se aawaz de do jaha ho bhala zindagi ye koi zindagi hai ke dil ho yaha dil ka maalik waha ho mere lala ko sulayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya dhundhega bachpan mamta ki chhaya dhundhega bachpan mamta ki chhaya laau kahan se jo sukh banaya laau kahan se jo sukh banaya rutho huwo ko manayengi nindiya ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya bhagwan anokhe sapne dikhaye bhagwan anokhe sapne dikhaye phulo me kitne kaante chhupaye kaante chhupaye kaanto pe chalkar aayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya aankho me jiske aansu samaye aankho me jiske aansu samaye jivan bhar usko nind na aaye jivan bhar usko nind na aaye aaoge tum to aayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya