SONG: Ye Duniya Tere Dil Ki Tasveer Baba - ये दुनिया तेरे दिल की तस्वीर बाबा

Ye Duniya Tere Dil Ki Tasveer Baba - ये दुनिया तेरे दिल की तस्वीर बाबा

LYRICS:
ye duniya tere dil ki tasvir baba tere hath hai teri takdir baba ye duniya tere dil ki tasvir baba tere hath hai teri takdir baba ye duniya tere dil ki sitam karne wale sitam na phalega sitam karne wale sitam na phalega jo tu dil jalaye tera dil jalega na tutegi ye gum ki janjir baba tere hath hai teri takdir baba ye duniya tere dil ki tasvir baba tere hath hai teri takdir baba ye duniya tere dil ki ye palko pe aasu ye hotho pe aahe ye palko pe aasu ye hotho pe aahe khud apne kiye ki mili hai sadaye lage hai kaleje pe do teer baba tere hath hai teri takdir baba ye duniya tere dil ki tasvir baba tere hath hai teri takdir baba ye duniya tere dil ki