SONG: Ye Duniya Ki Rail Musafir Chhak Chhak Chalti Jaye - ये दुनिया की रेल मुसाफिर छक छक चलती जाये

Ye Duniya Ki Rail Musafir Chhak Chhak Chalti Jaye - ये दुनिया की रेल मुसाफिर छक छक चलती जाये

LYRICS:
ye duniya ki rel musafir ye duniya ki rel musafir chhak chhak chalti jaye re chalti jaye re pal pal aage badhti jaye re aage badhti jaye re sanso ki patri pe bhage raah chale na aadi isme lage kismat ke pahiye chal jaye to gaadi baba chal jaye to gaadi baba nagar nagar mein taharti rukati nagar nagar mein taharti rukati manjil tak pahuchaye re re pal pal aage badhti jaye re aage badhti jaye re aage badhti jaye re is gaadi mein dekh na pyere jaat paat ke fande jaat paat ke fande ek jagah par mil kar baithe sab bhagwan ke bande baba sab bhagwan ke bande baba do din ka ye safar hai baba do din ka ye safar hai baba manjil tak pahuchaye re pal pal aage badhti jaye re aage badhti jaye re seth muhajim chor uchake is gaadi mein sath chale raat ko soye dhan lut jaye aur sawere hath male aur sawere hath male koi bajaye chain ki bansi koi bajaye chaik ki bansi koi neer bahaye aage badhti jaye re aage badhti jaye re ye duniya ki rel musafir chhak chhak chalti jaye re chalti jaye re pal pal aage badhti jaye re aage badhti jaye re