SONG: Ye Duniya Kehti Hai Koi Fariyaad Na Kare - ये दुनिया कहती है कोई फ़रियाद ना करे

Ye Duniya Kehti Hai Koi Fariyaad Na Kare - ये दुनिया कहती है कोई फ़रियाद ना करे

LYRICS:
ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare kisi ko yaad na kare kisi ko yaad na kare ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare kisi ko yaad na kare kisi ko yaad na kare koi sunta nahi apni sunaaye kisko ye dukhde sunaaye kisko ye dukhde dikhaaye kisko jaakar is dil-e-barbaad ke tukde dil-e-barbaad ke tukde ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare kisi ko yaad na kare kisi ko yaad na kare hai dil me dard lekin hum labo ko see ke baithe hai labo ko see ke baithe hai kaleja thaam kar aur aansuo ko pi ke baithe hai ye ansu pi ke baithe hai ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare kisi ko yaad na kare kisi ko yaad na kare akeli jaan par itne sitam hum sah nahi sakte sitam hum sah nahi sakte magar kuch baat aisi hai ke munh se kah nahi sakte ke munh se kah nahi sakte ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare kisi ko yaad na kare kisi ko yaad na kare ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare kisi ko yaad na kare kisi ko yaad na kare