SONG: Ye Duniya Haye Hamari Ye Duniya - ये दुनिया ये दुनिया हाय हमारी ये दुनिया

Ye Duniya Haye Hamari Ye Duniya - ये दुनिया ये दुनिया हाय हमारी ये दुनिया

LYRICS:
ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya shaitano ki basti hai, yaha jindagi sasti hai ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya shaitano ki basti hai, yaha jindagi sasti hai ye duniya ye duniya dam lene ko saya hai talwaro ka so jane ko bistar ha iangaro ka kadam chum tu sar ke andhe piro ke karna hai to sazda kar diwaro ka karna hai to sazda kar diwaro ka ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya har jalim ek hasti hai, mazhab julm parashti hai ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya raz ye dar ka maut hai, yaha ki virani kadam kadam pe jor julm ki manmani bhuk yaha ki fasal sal bhar falti hai log yaha pite hai, aankho ka pani log yaha pite hai, aankho ka pani ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya harsu aag barasti hai, pyasi ruh tarasti hai ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya badal rahi hai, roz badalti jayegi badal rahi hai, roz badalti jayegi duniya karwat legi, chakkar khayegi lekin hum majrum garibo ki kismat kabhi na hasne degi, sada rulayegi are kabhi na hasne degi sada rulayegi ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya bad halo pe hasti hai, lacharo ko dasti hai ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya shaitano ki basti hai, yaha jindagi sasti hai ye duniya ye duniya