SONG: Ye Duniya Hai - ये दुनिया है

Ye Duniya Hai - ये दुनिया है

LYRICS:
ye duniya hai ye duniya hai ye duniya hai yaha dil ka lagana kisko aata hai ye duniya hai ye duniya hai yaha dil ka lagana kisko aata hai hajaro pyar karte hai hajaro pyar karte hai nibhana kisko aata hai ye duniya hai yaha dil mein samana kisko aata hai ye duniya hai yaha dil mein samana kisko aata hai mitane wale lakho hai mitane wale lakho hai banana kisko aata hai ye duniya nigahe fer li tumne to ham kiski tarf dekhe kiski taraf dekhe tumhi kah do mohabbat ka fasana kisko aata hai ye duniya hai wafa ka yu to dam bharte hai is duniya mein sab lekin duniya mein sab lekin wafa ke naam par mit kar dikhana kisko aata hai hajaro pyar karte hai hajaro pyar karte hai nibhana kisko aata hai ye duniya hai yaha dil ka lagana kisko ata hai ye duniya