SONG: Ye Duniya Hai Bewafai Ki - ये दुनिया बेवफाई की

Ye Duniya Hai Bewafai Ki - ये दुनिया बेवफाई की

LYRICS:
ye duniya bewfai ki wafa ka raaj kya jane ye duniya bewfai ki wafa ka raaj kya jane jafa ki jisko aadat ho wo andaj kya jane jafa ki jisko aadat ho wo andaj kya jane wafa karte hai un par jafa hoti hi rahti hai jamane ke sitam likin mahobbat hans ke sahti hai mahobbat ho agar sachi to mit kar bhi ye kahti hai ye duniya bewfai ki wafa ka raaj kya jane jafa ki jisko aadat ho wo andaj kya jane wo dil jisme mahobbat ho use duniya mitati hai mahobbat jab tadapti hai to duniya muskurati hai tadapte dil se bhi lekin yahi aawaj aati hai ye duniya bewfai ki wafa ka raaj kya jane jafa ki jisko aadat ho wo andaj kya jane jafa ki jisko aadat ho wo andaj kya jane ye duniyia