SONG: Ye Duniya Ek Mela Hai Yaha Insan Milte Hai - ये दुनिया एक मेला है यहाँ इंसान मिलते है

Ye Duniya Ek Mela Hai Yaha Insan Milte Hai - ये दुनिया एक मेला है यहाँ इंसान मिलते है

LYRICS:
ye duniya ek mela hai yaha insan milte hai garibo ki duaao se magar bhagwan milte hai dua le ja or kuch de ja dua le ja or kuch de ja ye duniya ek mela hai yaha insan milte hai garibo ki duaao se magar bhagwan milte hai dua le ja or kuch de ja dua le ja or kuch de ja tumhe de sej phoolo ki bichauna hum ko patthar ka tumhe de sej phoolo ki bichauna hum ko patthar ka barabar sab ko milta hai jo likha ho mukaddar ka barabar sab ko milta hai jo likha ho mukaddar ka ye basti hai agar aabaad sau begaane milte hai ye duniya ek mela hai yaha insan milte hai garibo ki duaao se magar bhagwan milte hai dua le ja or kuch de ja dua le ja or kuch de ja khile do phool dali pe chadha mandir me ek ja ke khile do phool dali pe chadha mandir me ek ja ke magar badwaqt tha duja mila mitti me murjha ke magar badwaqt tha duja mila mitti me murjha ke kisi ko gam kisi ko aish ke saman milte hai ye duniya ek mela hai yaha insan milte hai garibo ki duaao se magar bhagwan milte hai dua le ja or kuch de ja dua le ja or kuch de ja ye duniya ek mela hai yaha insan milte hai garibo ki duaao se magar bhagwan milte hai dua le ja or kuch de ja dua le ja or kuch de ja