SONG: Ye Duniya Do Rangi Hai, Ek Tarf Se Resham Aude - ये दुनिया दो रंगी है, एक तरफ से रेशम ओढ़े

Ye Duniya Do Rangi Hai, Ek Tarf Se Resham Aude - ये दुनिया दो रंगी है, एक तरफ से रेशम ओढ़े

LYRICS:
ye dunia do rangi hai ye dunia do rangi hai ek taraf se resam odhe ek taraf se nangi hai ye dunia do rangi hai ek taraf andhi daulat ki pagal hai aish parasti ek taraf andhi daulat ki pagal hai aish parasti ek taraf jismo ki kimat roti se bhi sasti ek taraf hai sona chandi ek taraf hai sona chandi ek taraf chorangi hai ye dunia do rangi hai aadhe muh par noor barasta aadhe muh par tire aadhe muh par noor barasta aadhe muh par tire aadhe tan par kor ke dhabbe aadhe tan par heeere aadhe ghar me khushali hai aadhe ghar me khushali hai aadhe ghar ki tangi hai mathe upar mukut sajaye sar par dhoye ganga mathe upar mukut sajaye sar par dhoye ganga daye hath se biksha mange baye se chanda ek taraf bhandar chalaye ek taraf bhandar chalaye ek taraf bhikh mangi hai ye dunia do rangi hai ye dunia do rangi hai ek taraf se resam odhe ek taraf se nangi hai ye dunia do rangi hai ye dunia do rangi hai