SONG: Ye Duniya Banana Or Banake Fir Chalana - ये दुनिया बनाना ओर बनाके फिर चलाना

Ye Duniya Banana Or Banake Fir Chalana - ये दुनिया बनाना ओर बनाके फिर चलाना

LYRICS:
ye dunia banana or banake fir chalana bas usi ka kam hai bada jordar uska intzam hai ho bada jabardast uska intzam hai rat ko hi rat parbhat ko parbhat sham hi ko sham hai bada jordar uska intzam hai ho bada jabardast uska intzam hai ye dunia banana or banake fir chalana bas usi ka kam hai bada jordar uska intzam hai ho bada jabardast uska intzam hai jal pe hai thal or thal pe aasman hai fir bhi ek duje pe na bojh ke saman hai jal pe hai thal or thal pe aasman hai fir bhi ek duje pe na bojh ke saman hai gajab ka ye jahan hai bin khambe ka makan hai gajab ka ye jahan hai bin khambe ka makan hai jaha ka ek ek tan uska gulam hai bada jordar uska intzam hai ho bada jabar dast uska intzam hai ye dunia banana or banake fir chalana bas usi ka kam hai bada jordar uska intzam hai ho bada jabar dast uska intzam hai surya chandar tare apne dharam se na tal sake insan ki majal kya jo uska kram badal sake surya chandar tare apne dharam se na tal sake insan ki majal kya jo uska kram badal sake ik phul bhi khile nahi ek patta bhi hile nahi ik phul bhi khile nahi ek patta bhi hile nahi sare jaha ki hath me uske lagam hai bada jordar uska intzam hai ho bada jabar dast uska intzam hai ye dunia banana or banake fir chalana bas usi ka kam hai bada jordar uska intzam hai ho bada jabar dast uska intzam hai samdarsi kahlane wale pita ka sar jhukta hai agar mere chune se jo bhagwan ka rath rukta hai sansar ke rath ko chalane wala hamko chale nahi wo achut hamko samjhe to rath ye chale nahi wo achut hamko samjhe to rath ye chale nahi wo achut hamko samjhe to rath ye chale nahi