SONG: Ye Dil Nahi Hai Ki Jiske Sahaare Jite Hai - ये दिल नहीं हैं की जिसके सहारे जीते हैं

Ye Dil Nahi Hai Ki Jiske Sahaare Jite Hai - ये दिल नहीं हैं की जिसके सहारे जीते हैं

LYRICS:
ye dil nahi hai ki jiske sahaare jite hai ye dil nahi hai ki jiske sahaare jite hai lahu ka jaam hai jo subah-o-shaam pite hai ye dil nahi hai chhupaaya laakh magar ishq hai nahi chupta chhupaaya laakh magar ishq hai nahi chupta yun ashq aankh me aaya huwa nahi rukta ki aag lagti hai ki aag lagti hai jab aansuo ko pite hai lahu ka jaam hai jo subah-o-shaam pite hai ye dil nahi hai tadap-tadap ke nikalenge dil ke arman ham tadap-tadap ke nikalenge dil ke arman ham karenge ranj se paida kushi ke sama ham ki gamo ki nok se ki gamo ki nok se dil ke zakhm site hai lahu ka jaam hai jo subah-o-shaam pite hai ye dil nahi hai kabhi karaar na aayega humko jine se kabhi karaar na aayega humko jine se ilaaj zeher ka hota hai zeher pine se ki sar pe maut ka ki sar pe maut ka saaya hai phir bhi jite hai lahu ka jaam hai jo subah-o-shaam pite hai ye dil nahi hai ki jiske sahaare jite hai ye dil nahi hai ki jiske sahaare jite hai