SONG: Ye Dil Ki Lagi Kam Kya Hogi - ये दिल की लगी कम क्या होगी

Ye Dil Ki Lagi Kam Kya Hogi - ये दिल की लगी कम क्या होगी

LYRICS:
ye dil ki lagi kam kya hogi, ye ishq bhala kam kya hoga jab raat hai aisi matvali jab raat hai aisi matvali phir subah ka aalam kya hoga phir subah ka aalam kya hoga nagmo se barasti hai masti, chhalke hai khushi ke paimane chhalke hai khushi ke paimane aaj aisi bahaare aayi hai, kal jinke banege afasaane kal jinke banege afasaane ab isse jyada aur hasi ye pyaar ka mausam kya hoga ab isse jyada aur hasi ye pyaar ka mausam kya hoga jab raat hai aisi matvali phir subah ka aalam kya hoga phir subah ka aalam kya hoga ye aaj ka rang aur ye mahfil, dil bhi hai yaha dildar bhi hai dil bhi hai yaha dildar bhi hai aankho me kayamat ke jalve, sine me sulagta pyaar bhi hai sine me sulagta pyaar bhi hai is rang me koi ji le agar marne ka use gam kya hoga is rang me koi ji le agar marne ka use gam kya hoga jab raat hai aisi matvali phir subah ka aalam kya hoga phir subah ka aalam kya hoga haalat hai ajab diwano ki, ab khair nahi parwano ki ab khair nahi parwano ki anjaam-e-mohabbat kya kahiye, lay badhne lagi armano ki lay badhne lagi armano ki aise me jo paayal tut gayi phir ai mere hamdam kya hoga aise me jo paayal tut gayi phir ai mere hamdam kya hoga jab raat hai aisi matvali phir subah ka aalam kya hoga phir subah ka aalam kya hoga