SONG: Ye Dil Fareb Suratt, Ye Fitnagar Adaye - ये दिल फरेब सूरत, ये फ़ितनागर अदाएं

Ye Dil Fareb Suratt, Ye Fitnagar Adaye - ये दिल फरेब सूरत, ये फ़ितनागर अदाएं

LYRICS:
ye dil fareb surat, ye fitnagar adayein ye dil fareb surat, ye fitnagar adayein ye dil fareb surat, ye fitnagar adayein adayein adayein, insaan kya farishte dekhe to sar jhuk jhukaye, ye dil fareb surat ye fitnagar adayein tarif me jhuki hai, kuch khas intjaye tarif me jhuki hai, kuch khas intjaye tarif me jhuki hai, kuch khas intjaye intjaye, jo aapko na jane wo ye fareb, ha ha fareb khaye tarif me jhuki hai, kuch khas intjaye tum kis kadar hasi ho tumko khabar nahi hai tum kis kadar hasi ho, o tum kis kadar hasi ho, o tum kis kadar hasi ho, hasi ho tumko khabar nahi hai aankh uthe nasha sa aa jaye julf bikhre ghata si chha jaye aankh uthe nasha sa aa jaye hoye hoye julf bikhre ghata si chha jaye hoye hoye naazo andaaz hai najakat hai uspe ye saadgi kayamat hai kayamat hai tum kis kadar hasi ho, hasi ho tumko khabar nahi hai aa hey tum kis kadar hasi ho tumko khabar nahi hai dil ke karib aao hum aaina dikha dikhaye dil ke karib aao hum aaina dikhaye ye dil fareb surat ye fitnagar adayein hum kya hai kya nahi hai hum khub jante hai hum kya hai kya nahi hai, aa hum kya hai kya nahi hai, aa hum kya hai kya nahi hai hum khub jante hai aap tarif kar rahe hai kyu itni taklif kar rahe hai kyu aap tarif kar rahe hai kyu ae ji itni taklif kar rahe hai kyu ae ji is tamashe se fayda kya hai saaf kahiye ke mustra kya hai mustra kya hai hum kya hai kya nahi hai hum khub jante hai aa ha hum kya hai kya nahi hai hum khub jante hai jo baat dil na maane hum kaise maan maan jaye tarif me jhuki hai kuch khas intjaye tarif me jhuki hai kuch khas intjaye ye dil fareb surat ye fitnagar adayein ram ram ram ram ram ram ram ram mohan muraliya wale re ab to darsh dikha de dikha de mohan muraliya wale re ab to darsh dikha de dikha de radha ne jo suni thi dhun wo dhun mujhe suna de mujhe suna de mohan muraliya wale re ab to darsh dikha de dikha de prabhu tumhare darsh bina ye jivan hai ek sapna re sapna in charno me jagah mile to janam safal ho re apna mohan muraliya wale wale re ab to darsh dikha de dikha de mohan muraliya wale re ab to darsh dikha de dikha de mohan muraliya wale re ab to darsh dikha de dikha de mohan muraliya wale re ab to darsh dikha de dikha de