SONG: Ye Dhaga Hai Pyar Ka - ये धागा हैं प्यार का

Ye Dhaga Hai Pyar Ka - ये धागा हैं प्यार का

LYRICS:
ye dhaga hain pyar ka, ye dhaga hain dular ka aa aa aa aa aa aa ye dhaga hain pyar ka, ye dhaga hain dular ka is dhage se bandhi hui hain, man mdhuban ki kaliya bandha dal se phul phul se bndhi hui hian kaliya ye dhaga hain pyar ka, ye dhaga hain dular ka jaane kaha se aata hain, ye dhaga pata nahi jaane ant kaha hoga, iska bhi pata nahi kale dil ke jahar ko pita chalta hain tute dil ke ghav ko sita chalta hain aa aa aa sneh bhare sansaar ka ye dhaga hain pyar ka, ye dhaga hain dular ka komal komal kaliya khil ke jhume rahe hain phul lo gulaal bankar udti hain is dharti ki dhul is dharti ki dhul bada madhur hain pyar ke dis dhage ka bndhan isme bndh kar nacha rahe hain chhote bade sbhi man aa aa aa aa phul kali ke haar ka ye dhaga hain pyar ka, ye dhaga hain dular ka is dhage se bandhi hui hain, man mdhuban ki kaliya bandha dal se phul phul se bndhi hui hian kaliya ye dhaga hain pyar ka