SONG: Ye Desh Hai Vir Jawano Ka, Albelo Ka Mastano Ka - ये देश है वीर जवानों का अलबेलों का मस्तानों का

Ye Desh Hai Vir Jawano Ka, Albelo Ka Mastano Ka - ये देश है वीर जवानों का अलबेलों का मस्तानों का

LYRICS:
o ye desh hai veer jawano ka albelo ka mastano ka is desh ka yaaro hoy is desh ka yaaro kya kahna ye desh hai duniya ka gahna o yaha chaudi chaati veero ki yaha bholi shakle heero ki yaha gaate hai raanjhe hoy yaha gaate hai raanjhe masti me masti hai jhume basti me o pedo pe bahare jhulo ki raaho me kataare phulo ki yaha hasta hai saawan hoy yaha hasta hai saawan baalo me khilti hai kaliya gaalo me o kahi dangal surkh jawano ke kahi kartab teer kamano ke yaha nit nit mele hoy yaha nit nit mele sajte hai nit dhol aur tashe bajte hai o dilbar ke liye dildaar hai ham dushman ke liye talwar hai ham maindaan me agar ham maindaan me agar ham dat jaaye mushkil hai ke piche hat jaaye