SONG: Ye Dard Mohabbat Ka Dam Bhar Na Sambhalne De - ये दर्द मोहब्बत का दम भर ना संभलने दे

Ye Dard Mohabbat Ka Dam Bhar Na Sambhalne De - ये दर्द मोहब्बत का दम भर ना संभलने दे

LYRICS:
do ghadi sath tere dil mera abad raha aur fir ek yad kuch na mujhe yad raha ye dard mohabbat ka dam bhar na sambhalne de karwat na badalne de ye dard mohabbat ka dekha ke lagi dil ki bujhti nahi rone se fir ponch liye aansu jalti hai to jalne se dam bhar na sambhalne de karwat na badalne de ye dard mohabbat ka rah rah ke machalte hai arman mere dil ke kahti hai majburi mat niyat machalne de dam bhar na sambhalne de karwat na badalne de ye dard mohabbat ka jab ruth gaye humse din rat mohabbat ke fir peed judai ki chalti hai to chalne de dam bhar na sambhalne de karwat na badalne de ye dard mohabbat ka