SONG: Ye Dard Bhara Afsana - ये दर्द भरा अफसाना

Ye Dard Bhara Afsana - ये दर्द भरा अफसाना

LYRICS:
ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jaana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jaana ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hu ek paagal premi mera dard na koi jaana koi bhi waada yaad na aaya koi kasam bhi yaad na aayi meri duhaayi sun le khudaai mere sanam ne ki bewafai dil tut gaya deewana sun le anjaan zamaana zamaana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jaana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jaana
phulo se maine daaman bachaya raho me apni kante bichhaye main hu deewana deewangi ne ek bewafa se neha lagaye jo pyar ko na pahchaana sun le anjaan zamaana zamaana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jaana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jaana yaade purani aane lagi kya aankhe jhuka li kya dil me aaya dekho nazara dilbar hamaara kaise hamari mahfil me aaya hai sath koi begana sun le anjaan zamaana zamaana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jaana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jaana