SONG: Ye Daman Ab Na Chhutega Kabhi Chahe Khafa Tum Ho - ये दामन अब ना छूटेगा कभी चाहे खफा तूम हो

Ye Daman Ab Na Chhutega Kabhi Chahe Khafa Tum Ho - ये दामन अब ना छूटेगा कभी चाहे खफा तूम हो

LYRICS:
ye daman ab na chhutega kabhi chahe khafa tum ho ye daman ab na chhutega kabhi chahe khafa tum ho kaha jau ke meri zindagi ka aasra tum ho ye daman ab na chhutega usine dukh diya jisko pukara meri aaho ne unhi se jakhm paye jinko dekha in nigaho ne masiha mere ab in saare jakhmo ki dava tum ho kaha jau ke meri zindagi ka aasra tum ho ye daman ab na chhutega main sar se paav tak apne hi ashko me nahayi hu larajte kaanpte dil se tumhare paas aayi hu chhupa lo apni baaho me mere gam aashna tum ho kaha jau ke meri zindagi ka aasra tum ho ye daman ab na chhutega kabhi