SONG: Ye College Ka Zamaana Ye Hasna Hasana, Ye Banna Banaana - ये कॉलेज का जमाना ये हँसना हसाना, ये बनना बनाना

Ye College Ka Zamaana Ye Hasna Hasana, Ye Banna Banaana - ये कॉलेज का जमाना ये हँसना हसाना, ये बनना बनाना

LYRICS:
ye college ka jamana ye hasna hasana ye banna banana banana banana ye din jindagi ke azab bekhudi ke ye din jindagi ke azab bekhudi ke subah sawere saikal ki katare gumcho ki or kaliyo ki takrare subah sawere saikal ki katare gumcho ki or kaliyo ki takrare na mathe pe pasina na dil me koi kina na mathe pe pasina na dil me koi kina yahi to hai yahi to hai yahi to pyare jina ye college ka jamana ye hasna hasana ye banna banana banana banana ye din dillagi ke sahare jindagi ke ye din dillagi ke sahare jindagi ke khelo ke maidan me hero ladke padhne me becharo ka dil dhadke khelo ke maidan me hero ladke padhne me becharo ka dil dhadke jab lakdki awwal aaye pasina chhuta jaye jab lakdki awwal aaye pasina chhuta jaye kaho to ji kaho to ji kaho to ji ye kaha ke hero aaye ye college ka jamana ye hasna hasana ye banna banana banana banana ye din dillagi ke sahare jindagi ke ye din dillagi ke sahare jindagi ke