SONG: Ye Chand Tare Hame Beqarar Karte Hai - ये चाँद तारे हमें बेकरार करते है

Ye Chand Tare Hame Beqarar Karte Hai - ये चाँद तारे हमें बेकरार करते है

LYRICS:
jo in hasino ko bhule se pyaar karte hai unhi ke dil ko ye jalim shikaar karte hai ye chand taare hame bekarar karte hai ye chand taare hame bekarar karte hai ae maut aa tera ham intajar karte hai ae maut aa tera ham intajar karte hai ye chand taare hame nahi mitane se mitta nasib ka lekha nahi mitane se mitta nasib ka lekha mitanewale ko mitanewale ko koshish hajar karte hai ye chand taare hame bekarar karte hai ham aur kya teri mahmani ab kare ae gham ham aur kya teri mahmani ab kare ae gham ye aansuo ka hai tohfa nisaar karte hai ye aansuo ka hai tohfa nisaar karte hai ae maut aa tera ham intajar karte hai ae maut aa tera ham intajar karte hai ye chand taare hame bekarar karte hai