SONG: Ye Chand Sa Roshan Chehra - ये चाँद सा रोशन चेहरा

Ye Chand Sa Roshan Chehra - ये चाँद सा रोशन चेहरा

LYRICS:
ye chand sa roshan chehra, julfo ka rag sunhara ye jhil si neeli aankhe, koi raaz hain inme gahra taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya ye chand sa roshan chehra, julfo ka rag sunhara ye jhil si neeli aankhe, koi raaz hain inme gahra taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya ek chiz qayamat bhi hain, logo se suna karte the tumhe dekh ke maine mana, wo thik kaha karte the wo thik kaha karte the hain chaal me teri jalim, kuch aisi bala ka jadu sau baar sambhala dil ko, par hoke raha bekabu taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya ye chand sa roshan chehra, julfo ka rag sunhara ye jhil si neeli aankhe, koi raaz hain inme gahra taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya har subah kiran ki laali, hain rang tere gaalo ka har sham ki chadar kaali, saya hain tere baalo ka har subah kiran ki laali, hain rang tere gaalo ka har sham ki chadar kaali, saya hain tere baalo ka saya hain tere baalo ka tu balkhati ek nadiya, har mauj teri angdai jo in maujo me duba, usne hi duniya payi taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya ye chand sa roshan chehra, julfo ka rag sunhara ye jhil si neeli aankhe, koi raaz hain inme gahra taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya main khoj me hu manzil ke, aur manzil paas hain mere mukhde se hata do aanchal, ho jaye dur andhere ho jaye dur andhere mana ke ye jalwe tere, kar denge mujhe diwana ji bhar ke jara main dekhu, adaaz tera mastana taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya ye chand sa roshan chehra, julfo ka rag sunhara ye jhil si neeli aankhe, koi raaz hain inme gahra taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya taarif karu kya uski, jisne tumhe banaya